Ehtelam Kitne Din Baad Hona Chahiye, Aur Ehtelam Ka Ilaj
Hamaray Boht Se Followers Jo Hum Se Ye Puchtay Hain Keh Ehtelam Kitni Bar Hona Chahiye Ya Ehtelam Kitne Din Baad Hona Chahiye. Kyun Ke Daikha Gaya Hai Keh Hamari Naujwan Nasal Mein Kasrat e Ehtelam Ka Marz Kafi Barhta Ja Raha Hai. Jis Ki Waja Se Wo Shadi Se Pehle He Mardana Taqat Ko Kho Bethtay Hain.
Agar To Ehtelam Kabhi Kabhar Hota Hai To Koi Masla Nhi Kyun Ke Ye Aik Natural Amal Hai. Lakin Agar Agar Ehtelam Ziada Hota Hai To Is Ka Ilaj Zarori Hai. Agar Hum Kahen Keh Ehtelam Kitne Din Baad Hona Chahiye To Agar 15 Din Baad Ehtelam Ho Bhi Jata Hai To Koi Preshani Wali Bat Nahi. Lakin Agar Ehtelam Ziada Hota Hai, Hafta Mein Kai Bar Hota Hai To Fori Ilaj Ki Tarf Jana Chahiye.
Ehtelam Ka Ilaj Aur Medicine
Sub Se Pehle To Apny Dimagh Ko Saaf Karen Ghalat Khayalat Ko Khatam Karen. Namaz Ko Mamool Banaen, Garam Khurak Ko Kam Se Kam Khaen, Excersise Karen. Is Ke Ilawa Hum Se Desi Nuskha Bhi Mangwa Ke Istamal Kar Sakte Hain. Is Se Ap Ko Pehle Hafta Mein He Result Nazar A Ja Ga. Ye Ehtelam Ki Medicine Hai Aur Ehtelam Ka Ilaj, Patli Mani Ka Ilaj, Jaryan Ka Ilaj Aur Timing Ki Kami Ka Ilaj Ho Jai Ga.