Description
Gluta Fair Supplement – Skin Whitening Ka AsarDaar Formula h.Har shakhs chahata hai chamakdar, narm o mulayam aur gora jism. Skin dullness, pigmentation, aur dark complexion aksar confidence kam kar dete hain. Market mein kai creams aur injections milti hain lekin unmein chemicals aur side effects ka khatra hota hai.
Is liye hum lae hain Gluta Fair Supplement – ek natural aur herbal skin whitening formula, jo andar se jild ko detoxify karta hai, complexion clear karta hai aur aapko de gora, fresh aur glowing look – bina side effects ke.
Gluta Fair Supplement Ke Faide
Jild ko gora, fresh aur radiant banata hai
Pimples, acne aur pigmentation ko kam karta hai
Anti-aging asraat se jild ki hifazat
Tan aur sun damage ko reduce karta hai
Andar se detox aur jild ki halat behtar banata hai
Men aur women dono ke liye mufeed
Istemaal Ka Tareeqa (How to Use)
Rozana 1 capsule subah nashta ke baad aur 1 capsule raat ko khanay ke baad
Minimum 4–8 weeks tak mustaqil istemaal zaruri hai
Zyada pani piyen aur fresh fruits diet mein shamil karein
Har roz sunscreen ka istemaal bhi behtar results ke liye zaruri hai
Kis Ke Liye Behtareen Hai?
Wo log jo dark complexion se pareshaan hain
Jild ka glow aur tightness wapis lana chahte hain
Acne scars, spots aur pigmentation ko khatam karna chahte hain
Har wo mard ya aurat jo natural glow aur whitening chahta ho
Skin dullness aur uneven tone se nijat chahte hoon
Side Effects Aur Precautions
Glutathione-based formula jo natural antioxidant hai
100% herbal ingredients, no steroids or harmful chemicals
Pregnancy ya breastfeeding ke dauran use se pehle doctor se mashwara karein
Result har shakhs ke metabolism aur skin type par depend karta hai
FAQs – Gluta Fair Supplement
Q1: Kitne din mein asar nazar aata hai?
4–8 weeks mein noticeable glow aur whitening shuru ho jata hai.
Q2: Kya mard isay use kar saktay hain?
Bilkul! Yeh unisex formula hai – mardon ke liye bhi equally faidamand hai.
Q3: Kya yeh permanent effect deta hai?
Agar aap isay consistent use karein aur skin care maintain karein to long-lasting asar rehta hai.
Q4: Kya yeh kisi aur supplement ke sath use kiya ja sakta hai?
Haan, lekin ek waqt mein 2–3 herbal products se zyada na use karein.
Reviews
There are no reviews yet.